Friday, April 11, 2008

kaon aata hai magar aas lagaye rakhana

kaon aata hai magar aas lagaye rakhana


kaon aata hai magar aas lagaye rakhana
umrr bhar dard ki shammaon ko jalaye rakhan

dost pursish pe musir aor hamara sheva
apne ahawal ko khud se chhupaye rakhana

humko us nam ne mara ki jahan bhi jayen
khalkte-shahar ne toofan uthaye rakhana

is chakachondh men aankhen bhi ganva baithoge
uske hote hue palkon ko jhukaye rakhana

1 comment:

Anonymous said...

liked the poems very much. But khud apke likhe hue nazm padhne ka khaish jaag raha hai