Jab dil churae koi,Apna banae koi, My Fav. Song
Jab dil churae koi,Apna banae koi,
Sapne dekhae aur ho jae phir juda,
Chahat k sab afsane dil jin ko sach hi maane,
BAn k woh reh jaate hain aik un suni saada,
Kyun dekhe hum ne chahat k sapne,
Dil sochta hai aur rota hai zaar zaar.
Yeh doorian dil ki majboorian dil ki,
Sach hain magar phir bhi maane na dil mera,
Bheegi si aankhon main sooni si raahon main,
Hum le chale hain kitni yaadon ka karvaan,
Kya dil ko ho gaya kya dil ka kho gaya,
Dil sochta hai aur rota hai zaar zaar,
JAb dil churae koi.......................
Dil main tamanna hai dil main eraada hai,
Khawabon k mele le kar jaein bhi to kahan,
Kuch tum na keh sake kuch hum na keh sakein,
Jaane kyun ho jaati hai khamosh yeh zabaan,
Ab man hi man main dewane pan main,
Dil sochta hai aur rota hai zaar zaar,
Jab dil churae koi,Apna banae koi,
Sapne dekhae aur ho jae phir juda,
Chahat k sab afsane dil jin ko sach hi maane,
BAn k woh reh jaate hain aik un suni saada,
Kyun dekhe hum ne chahat k sapne,
Dil sochta hai aur rota hai zaar zaar.
Monday, February 25, 2008
Jab dil churae koi,Apna banae koi,
Posted by Sidra Maqsood at 1:42 AM
This Post is related to : Urdu Songs
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
AA. good song sidra , now i am a kind of sad.
Post a Comment