Tuesday, December 7, 2010

mjhty thy magar phir bhi na rakhin dooriyan haam ne

mjhty thy magar phir bhi na rakhin dooriyan haam ne
charghon ko jalany mein jala li ungliyan haam ne


koi titli hamry paas aati bhi tu kiya aati
sajay omer bhar khagaz k phool aur patiyan haam ne
youhin ghut ghut k maar jana hamain manzor tha lekin
kisi kaam zaraf per zahir na kien majboriyan haam ne
haam us mehfil mein baas eik baar saach boly thy aae dost
zuban per omer bhar mehsos kien chingariyan haam ne