Zikr-e-shab-e-feeraaq se wehshat usse bhi thi,
Zikr-e-shab-e-feeraaq se wehshat usse bhi thi,
Meri tarah kisi se mohabbat usse bhi thi.
Mujh ko bhi shauq tha naye chehron ke deed ka,
Raastya badal ke chalne ki aadat usse bhi thi.
Sunata tha wo bhi sab ko puraani kahaniyan,
Taza rafaqaton ki zaroorat usse bhi thi.
Mujh se bichhad ke shehar mein ghul mil gaya wo shaks,
Halaan ke shehar bhar se raqaabat usse bhi thi.
Wo mujhse badh ke zabt ka aadi tha,jee gaya,
Warna har ek saans qayaamat usse bhi thi.
Aaye dil na jaan khud ko nakaam ke bad-zauq,
Wo mana nahi par mujhse mohabbat usse bhi thi
Saturday, March 1, 2008
Zikr-e-shab-e-feeraaq se wehshat usse bhi thi,
Posted by Sidra Maqsood at 8:57 AM
This Post is related to : Dard bhari shairy, Humourous Urdu Poetry, PAKISTAN POETRY, URDU LOVE POETRY
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
18 comments:
aa.
wow zabardust.excellent.marvellous
good job ,keep it up.
hi, i love your blog so much. keep it up.
it is beautiful and fantastic
Wah WAh Wah....Yaar Kay Baat Hey Aap Ki Boht Achi poetrey hai aap ki i Like It....Aap Key Kay Baat Hai...Boht Koob
Aap Key Tarfe MEin Kay Kahon???"^~^"
Asslam O Alaikum
I am little bit religious, so I would like to appreciate only innocence of your face ......
Your Sister ....
Its a nice effort. It would be more nicer if you wrote it in Urdu. Writing Urdu in English is sin with it. I recommend you to visit www.urduweb.org/mehfil for help to write blog in Urdu. Otherwise write it in pure English as other Pakistanies do for money on internet.
Pakistani Bloggers Feed http://bloggers.pk/?
Urdu Bloggers Feed
http://www.urduweb.org/planet/?
You are not alone on the planet
Best Regards
Shakir
Dil o dimagh mey ek ajeeb si khamoshi bhar gaye yeh nazm..deep
aur bahut bahut achi hey
Hi i just want to say that
i like the way u think
i like these comment on u
u r really so cute
Great job
ALLAH app ko kamyaab kary INSHALLAH
aoa
zabardast lyrincs bahut acha hain ap apna contach number do gi plz ur poetry is great thanks
excellent i like it
Sallam.. Wow Yaar... App Ka Blog To Bohat he Acha Hay.. Hmm Me Really Like It.. But Aik Comment Dunga AGer App Etni Mehnat Kerti Hian To Kesi Free WebHosting Mia He Apni Web Design Ker Lain Jesay Ka Miane Ki Hui Hay: www.dil-zone.co.nr
Vist Kerna I Hope App Ko Pasand Aye Ge:)
Your Wellwisher
ADIL KIANI (Dil Jee)
Sallam.. Wow Yaar... App Ka Blog To Bohat he Acha Hay.. Hmm Me Really Like It.. But Aik Comment Dunga AGer App Etni Mehnat Kerti Hian To Kesi Free WebHosting Mia He Apni Web Design Ker Lain Jesay Ka Miane Ki Hui Hay: www.dil-zone.co.nr
Vist Kerna I Hope App Ko Pasand Aye Ge:)
Wellwisher ADIL KIANI (Dil Jee)

Salam
it was a nice complicated poem, so keep it up sis
THanx for you so many comment. i really appreciate it.
regards
Sidra
Good very good nice job.It's really appreciable.Nice to know that u live in New york and still love Pakistan.
Wish you Best of Luck for future.
Assala-O-Alikum. AAP KA BLOGG dakha bahut pasand ayay. East sy door west mein, Daes sy door perdaes mein apny mulk ki yaad aur us sy jury saqafat phir apni madri zuban mein hi apna adab zinda rakhna yeh waqee watan sy muhabbat aur zinda dily ka saboot hai. aap ki is kawish mein bahut sarahoonga. Ghazal ka intikhab bhrr bahut khoob hai.khud bhee likhny ki koshish kareen yeh acha hooga. agar inpage ( urdu software ) mein mein type ker k jpeg mein convert ker k rakhdeen to kaheen bhe aur kisy bhee site sy her web explore l mein dekha ja sukta hai, is sy soony py suhaga yeh hoojay ga keh urdu zooq urdu fonts mein perhny waloon ko mil jay ga.
Mein aap ki is koshish ko 1 murtaba phir sarahoonga, Please is ko jaree rakhna
Anaa ki qaid se niklay muqabla to karay
Wo mera sath nibhanay ka hosla to karay
Kabhi na tootnay wala hisaar ban jaoon
WO MERI ZAAT MEIN REHNAY KA FAISLA TO KARAY..
Post a Comment